7 augustus 2007, 18:27
|
#1 (permalink)
|
| Sangam Crew Advanced Member
Lid sinds: 4 juli 2007 Locatie: HHW
Berichten: 440
Rep kracht: 5 | Bhoolna Nahin - Yakeen - hoo dhaaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hai mujhko yakeen
bhoolna nahin.. bhoolna nahin,
banake deewana, bhoolna nahin
dhaaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hai mujhko yakeen
bhoolna nahin.. bhoolna nahin,
banake deewana, bhoolna nahin
dhaaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hai mujhko yakeen
bhoolna nahin.. bhoolna nahin,
banake deewana, bhoolna nahin
mar mita hai hum teri adaa pe
kar bhi lo tum aetbaar meri wafaa pe
mar mita hai hum teri adaa pe
kar bhi lo tum aetbaar meri wafaa pe
bhoolna nahin.. bhoolna nahin
banake deewana, bhoolna nahin
yaad rakhna dhadkano ka waada
humne chaaha hai tumhe chaahat se zyaada
yaad rakhna dhadkano ka waada
humne chaaha hai tumhe chaahat se zyaada
bhoolna nahin.. bhoolna nahin
banake deewana, bhoolna nahin
dhaaga wafao ka na toote kahin
teri mohabbat pe hai mujhko yakeen
bhoolna nahin.. bhoolna nahin,
banake deewana, bhoolna nahin
__________________ |
| |