![]() |
| | #1 (permalink) |
| Sangam Lover Lid sinds: 25 februari 2003
Berichten: 554
Rep kracht: 0 ![]() |
Jo na mil sakay wohi be-wafa ye bari ajeeb si baat hai jo chala gaya mujhay chor ker wohi aaj tak meray saath hai karay pyar...lub pay gila na ho ye kisi kisi ka naseeb hai ye karam hai os ka jafa nahe woh juda bhi reh ker kareeb hai wohi aankh hai meray ro ba ro osi haath main mera haath hai mera naam tak jo na lay saka jo mujhay qaraar na day saka jisay ikhtiyar tou tha magar mujhay apna pyar na day saka wohi shakhs meri talaash hai wohi dard meri hayat hai Jo na mil sakay wohi be-wafa ye bari ajeeb si baat hai jo chala gaya mujhay chor ker wohi aaj tak meray saath hai. |
| | |